Dadi maa ke gharelu nuskhe

Dadi maa ke gharelu nuskhe
Dadi maa ke gharelu nuskhe

Tuesday 20 September 2016

Dadi Maa ke desi gharelu nuskhe aur upay

Hazaro saalo se, har ek desh mein chahe voh India ho, Africa ke desh ho, America ho ya Europe ho, paramparagat tarike se gharelu nuskhe sadharan bimariyo ke liye upyog mein kiye jaate aaye hai. India mein ayurved 5000 sal se hai aur log ayurved ke saath saath apne ghar mein upyog hone vale samagri ka bhi istemal karte aaye hai. Inhe hum gharelu nuskhe (घरेलू नुस्खे) ya desi nuskhe (देसी नुस्खे) ke naam se jaante hai. Yehi desi nuskhe ko dadi ma ke gharelu nuskhe (दादी माँ के घरेलू नुस्खे) bhi kaha jaata hai.
Yahan par sangrah kiya hai gharelu nuskhe in Hindi. Yeh gharelu upchar in Hindi har samasya aur har paristhiti ke liye alag alag tarike se prastut kiya hai. In mein shamil hai ayurvedic upchar in Hindi aur home remedies in Hindi sadharan se taklif aur bimariyo ke liye. Yahan par aap paayenge dadi ma ke gharelu nuskhe in Hindi (दादी माँ के घरेलू नुस्खे) tvacha ke liye, baalo ke liye, takat ke liye aur mamuli bimari jaise ki khaansi aur shardi ke liye. Pet mein dard ho, jodo mein dard ho to aap yahan par desi nuskhe in hindi jaaniye in taklifo ke liye. Pregnancy ke baare mein bhi gharelu upay in Hindi aap jaanenge. In fact, yeh gharelu ilaj in Hindi bahut hi vistrut hai aur koshish hai ki har ek sawal ka jawab in desi nuskhe (देसी नुस्खे) mein aap ko mil jaaye.
घरेलू नुस्खे घरेलू उपचार jo hai voh prakrutik samagri ka upyog karte hai aur in se koi aad asar nahin hota hai. Aur to aur, yeh आयुर्वेदिक नुस्खे se sharir ko fayda hota hai aur jo bimari hai voh jad mool se nikal jaati hai. Gora hone ke liye ya to vajan badhane ya kam karne ke liye ya aur koi haalat ke liye aap ayurvedic ilaj in hindi kare voh behtar hai. Yahan par hum ne alag aur vistrut sources se gyaan ka sampadan kiya hai aap ke fayde ke liye. Yeh gharelu tips in Hindi bilkul holistic hai aur aap ke swasth ko hi nahin, jeevan ko bhi sudhar denge.

Gharelu Nuskhe For Weight Loss in Hindi


Motapa se agar aap pareshaan hai to chinta ki baat nahin hai. Yahan par hum laaye hai sankalan gharelu nuskhe for weight loss in Hindi jis ko follow kar ke aap aasaani se apna vajan kam kar sakte hai. Yeh sabhi gharelu nuskhe hai jis mein prakritik samagri ka upyog kiya gaya hai. Saath mein aap yeh bhi jaanenge yoga aur ayurved ke sahare aap kaise apna vajan kam kar sakte hai. Yeh gharelu nuskhe aur weight loss tips ko aajmaaye to vajan kam hone ke saath aap ka sehat bhi sudhar jaayega aur aap sfurtile ho jaayenge kyonki yeh sabhi natural, holistic paddhiti hai. Is ke koi bure side effects nahin hai.

Yeh gharelu nuskhe for weight loss in Hindi mein aap vyaayam ke bare mein jaanenge aur apna lifestyle ko kaise badle us ke bhi tips hai. Jadi booti ke baare mein bhi jankari hai aur aahar ke baare mein bhi.

Gharelu Nuskhe For Face in Hindi 


Apka chehra aap ke vyaktitva ka parichay hai. Chehre ki dekhbhaal karna har ek ka farz hai kyonki chehre se aap ko samaj mein welcome milta hai ya to log aap ko ignore karte hai. Bazar mein milte kimti cosmetics ka upyog lambe samay mein aap ke tvacha ke liye hanikarak hota hai isiliye hum laaye hai yeh sankalan gharelu nuskhe for face in Hindi. Hum ne yeh dhyaan mein rakha hai ki tvacha alag prakar ki hoti hai. Rukhi tvacha ke liye tips hai yahan par aur teli tvacha vale ke liye. Jinhe pimples pareshan karte hai unke liye bhi gharelu nuskhe hai jo asarkarak hai. Young ho ya old, male ya female, sabhi yahan par bataye gaye prakritik tarike se apne chehre ki dekhbhal kar sakte hai aur lambe samay tak daag, pimples, jhurriya aur jhaiya se mukt rahenge. Kyonki in gharelu nuskhe mein sirf natural products ka upyog kiya hai jo most probably aap ke ghar mein hoga, aap ko mehnga nahin padega.

Gharelu Nuskhe in Hindi for Periods


Mahilao ko, jawani mein kadam rakhne se leke menopause tak aur us ke baad bhi periods, yaane ki mahavri, se pareshani rehti hai. Kisi ko irregular periods hote hai to kisi ko bleeding jyaada to kisi ko periods ke saath sharirik aur maansik pareshani bhi sehni padti hai. Kya is ke liye koi ilaj nahin hai? Hai. Yahan par sankalan kiya hai gharelu nuskhe for periods in Hindi jo har prakar ke samasya ko kudrati tarike se aur prakritik cheezo se ghar par baithe hi aap suljha sakte hai. Kyonki yeh sabhi natural products hai, in ke koi aad asar nahin hai. Balki jo ayurvedic upay hai aur yoga ke upay hai, un ke upyog se aak ka overall health bhi aur sudhar jaayega aur life ka enjoyment milega. Saste, saral aur effective gharelu upay apna ke dekhe aur periods ke kaaran hone wale pareshaniyo se aap mukt rahe.

Gharelu Nuskhe in Hindi for Glowing Face


Damakte chehre ka akarshan kuch aur hi hai. Kyaa aap chahti hai ki aap ka chehra bhi nikhra hua ho aur hamesha damakta rahe? Yaha par bataye gaye gharelu nuskhe in Hindi for glowing face apnaye. Yahan par bataye gaye sabhi paddhati aur nuskhe bilkul saral hai. Is mein sirf prakrutik cheezo ka upyog kiya hai aur tarike bhi time-consuming nahin hai. In tips ko follow kar ke aap apne chehre ko exfoliate kar sakengi natural herbs, fruits aur vegetables ke sahare aur chehra prakritik tarike se damakne lagega. Kyonki yeh sabhi cheeze natural hai, in ka koi side effect nahin hota hai aur lambe samay ke liye aur bhi faydemand hai. Lambi umar tak chehra jawan rahega aur chehre par dag dhabbe mit jayenge aur rang bhi sudhar jaayega. Rukhi tvacha, teli tvacha aur pimples vali tvacha ke liye har prakar ke upay hai. Koi bhi try kare, sabhi try kare jo aap ko uchit lage.

Gharelu Nuskhe for Hair in Hindi


Sundar, chamkile, mulayam, ghane baal nari ke saundarya ka prateek hai. Bazar mein milne vale shampoo aur hair products kimti bhi hai aur in ke long term effects nuksankarak hote hai. Yaha par sankalan kiye gharelu nuskhe in Hindi for hair sabhi prakar ke samasya ko dhyan mein rakh ke kiya gaya hai. Agar baal lambe karna hai to prakrutik cheezo ke upyog se kare. Agar baal ko ghane aur kale karna hai to bhi hum ne aap ko sujhaav diye hai. Agar bal jhadte hai aur rusi hai to bhi aap yahan par is ka ilaj paayenge. Bal dull aur lifeless hai to in prayog se chamkile, ghane aur mulayam banaye. Split ends ka solution bhi hai yahan par aur kaise rough baal ko soft kare aur lambe samay tak baalo ko kaala rakhe yeh sabhi nuskhe aur upay yahan par aap payenge.

Gharelu Nuskhe for Loose Motion in Hindi


Loose motion ho jaata hai to turant aap goli khaane ka sochte hai. Magar yeh goli se aad asar bhi hota hai aur sharir kamjor ho jaata hai. Is ke badle aap yahan par bataye gharelu nuskhe for loose motion in Hindi ka prayog kare. Gharelu cheeze, ayurvedic jadi booti aur alag alag tarike se aap sadharan karan se hone wale loose motion ka ilaj ghar par hi kar sakte hai. In gharelu nuskhe se koi nuksan nahin hoga balki fayda hoga aap ke paachan tantra ko aur sharir ko. Yehan par ayurvedic paddhati, desi gharelu paddhati aur anya tarike aap jaan sakenge. Budhe se leke chote bache ko hone vale loose motion ke kai upay ka sankalan yahan par aap jaan sakenge. Jyada tar items ghar par hi uplabdh honge ya to bazar mein aasaani se mil jaayega. Yeh sabhi upay safe aur asarkarak hai dast ko rokne mein.

Gharelu Nuskhe for Abortion In Hindi


Na chahte hue bhi agar garbh theher jaaye to duvidha aur pareshani khadi ho jaati hai. D&C paddhiti se abortion jo karte hai us mein sharir ko bhaari nuksaan hota hai, peeda hoti hai aur is se khatra hai ki bhavishya mein garbhvati banna chahe to bhi mahila garbhvati nahin ban payegi. Yahan par sankalit kiye gharelu nuskhe for abortion in Hindi alag alag prakar se aap ko batayenge ki aap kaise ghar par hi unchahe garbh se chutkara paa sakti hai. Gharelu nuskhe aur tarike se abortion ho sakta hai. Ghar par hi uplabdh cheez, khadya padarth aur ayurvedic jadi booti ka bhi sahara le ke aap garbhpaat kar sakti hai jo saral hai, kashtdayak nahin hai aur aap ke swasth ko poori tarah se sambhal ke rakhega. In prayogo ko directions follow kar ke kare to aasaani se fetus apne aap nikal jaayega bina koi operation ya aise kathin tarike se.

Gharelu Nuskhe for Cough and Cold in Hindi


Season ke badlav se aur viral infection se kabhi bhi khaansi aur shardi ho jaata hai. Kyonki yeh viral infection se hota hai is ka koi allopathic antibiotic ilaj kaam nahin karta hai. Is se to behtar hai ki aap yahan par sankalit kiye gaye gharelu nuskhe for cough and cold in Hindi ka prayog kar ke dekhe. Jahan par allopathic dawai se nuksan hota hai, vahan par in gharelu nuskhe se aap ko raahat milta hai, recovery jaldi hota hai aur aap ka immunity bhi badh jaata hai. Bachcho ke liye to khaas yeh ghar par uplabdh cheezo se treat karenge to chain ki saans lenge aur recovery jaldi hoga. Yeh sab nuskhe saral aur saste aur asarkarak hai. In mein ghar par upasthit cheezo ka aap upyog karenge aur in mein aap ko ayurvedic jadi booti ke bhi istemal karne ke tips hai. Jab kabhi ghar mei koi cough and cold se pareshan ho to yeh nuskhe apnaye, goli nahin.

Gharelu Nuskhe For Pimples in Hindi


Pimples jawani mein jyadatar ladke aur ladkiyon ko hota hai aur kabhi kabhi yeh adulthood mein bhi jaari rehte hai. Is se chehre par pits aur scars ho jaate hai aur dag dhabbe pad jaate hai. Creams aur dawai ka upyog karne ke badle aap yahan par sankalit gharelu nuskhe for pimples in Hindi ka prayog kare. In mein sirf prakritik, ghar par upasthit cheez hee istemal kiye hai jo saste, safe aur asarkarak hai. In upay se pimples gayab ho jaayenge aur phir se nahin aayenge. Yeh hi nahin yaha par nuskhe hai ki kaise pimples se bane daag aur dhabbe ko kaise mitaye aur kaise apne aap ko surakshit rakhe ki phir dubara pimples na ho swasth ke marg par chal ke. Alag alag prakruti aur tvacha ke prakar ke logo ke liye alag upchar hai aur in mein se aap jo suit hota hai us ka prayog kare. Desi nuskhe ke saath ayurvedic nuskhe bhi yaha par shamil hai.

Pet/Motapa Kam Karne ke Upay


Pet badhana aasaan hai magar kam karna kathin hai. Goli ya surgery is ka ilaj nahin hai. Is ka ilaj hai yahan par bataye gaye pet/motapa kam karne ke upay. In upay aap ghar par ghar mein upasthit cheez ka istemal kar ke kar sakte hai. Is ke alava tips bhi diye gaye hai ki aap apna swasth kaise sudhare. Ayurvedic upay bhi yahan par aap jaanenge aur yoga bhi. In sabhi se aap ko motape se chutkara milega. Vajan to kam hoga hi aur saath mein aap ka swasth sudhar jaayega aur ek navchetna ka ehsaas hoga. Yeh upay paramparik hai aur proven hai. Aap ko jo theek lage vohi tarika apnaye. In se koi nuksaan nahin hai, sirf fayda hai. Motapa se kai bimari ho sakti hai isiliye agar aap ko yeh samasya hai to aaj hi yeh motapa kam karne ke desi nuskhe ajmaye.

Jaldi Mota Hone ke Upay in Hindi


Hrisht Pusht hona kise pasand nahin hai? Magar sahi body sabhi ke naseeb main nahin hai aisa lagta hai. Yeh galat hai. Agar aap duble patle hai aur mota hona chahte hai to yeh bilkul shakya hai. Bas, yaha diye gaye jaldi mota hone ke upay in Hindi follow kare. Yeh sabhi nuskhe ham ne ekatrit kiye hai alag source se aur ek hi jagah par pesh kiya hai. Is mein sadiyo purana dadi ma ke gharelu nuskhe hai mota jaldi hone ke liye, desi ilaj hai tagde hone ke liye, modern methods hai mota hone ke liye aur body banane ke liye aur ayurvedic ilaj bhi diye gaye hai. Dhyan se padhiye aur yeh marg apnaaye to jaroor 6 mahine mein farak dikhai dega. Steroids ya aisa koi synthetic dawai lene ke bajay yaha diye gaye prakritik cheez par adharit tips mota hone ke liye apnaye to swasth sudhrega, sharir banega aur aap ke sfurti mein bhi badlaav hoga.

Lambe Balo Ke Liye Gharelu Nuskhe in Hindi 


Lambe baal hona gaurav ki baat hai aur saath mein mulayam, ghane aur kaale bhi ho to char chand lag jaate hai. Lambe bal ke liye gharelu nuskhe in Hindi mein ham ne sankalan kiya hai kai nuskhe aur tips jo aap ko jaroor kaam aayenge apne baal ko lamba, ghana aur mulayam banane ke liye. In sabhi nuskhe prakritik cheez aur tarike par adharit hai. Yeh saral aur kam samay mein bhi koi bhi prayog kar sakta hai. In prayog ke parinam dikhne mein samay lagenge magar yeh jo upay hai yeh aap zindagi bhar kar sakte hai aur lambi umar tak baal lambe aur kaale banaye rakh sakte hai. Yahan par balo ke samasya ka hal bhi include kiya hai. Rukhi bal ho ya teli, har ek prakar ke bal ke liye ilaj hai aur ayurvedic nuskhe bhi aap jaanenge is lekh mein. Bal lambe karna ab bilkul aasaan hai in nuskhe dwara.

Gora Hone ke Upay 


Ichchaniya to nahin hai magar yeh baat to sahi hai ki jo gora ho us ko life mein advantage hai sabhi kshetra mein. Shyaam hona koi buri baat nahin hai magar aap bhi gora ban sakte hai, bilkul safed to nahin magar rang mein kaafi sudhar aa jaayega agar aap yaha par bataye gaye gora hone ke upay ko seriously aur commitment ke saath amal kare to. In gora hone ke upay ke sankalan mein desi nuskhe aur prakritik cheezo ka hi upyog kiya gaya hai. Ayurvedic tarike bhi bataye hai aur diet ke baare mein bhi jaankari dee gayi hai jo aap ke swasth ko bhi sudhar dega aur tvacha ko bhi komal, mulayam aur jhurri-mukt rakhega lambe samay tak. In gharelu nuskhe gora hone ke liye mein se ek ko apnaye ya do-teen ya jo bhi aap ke liye kaam karta hai.  Nuksan nahin hai aur fayda hee fayda hai.

Pimples ke Daag Dhabbe Hatane ke Liye


Pimples ke liye gharelu nuskhe in Hindi mein aap ko desi aur gharelu tarike bataye gaye hai jo sach mein bahut hi asarkarak hai. In mein ayurvedic tarike bhi aap ko bataye gaye hai jis se lahu aur pachan tantra sudhar jaayega aur pimples jad mool se nikal jaayenge. In prayogo mei aap yeh bhi jaanenge ki pimples aur acne ke daag aur dhabbe kaise mitaye. Teli aur rukhi tvacha mein hone vale pimples ke liye kai tips aur upay hai jise aap avashya try kare.  Bazar mein milne vale chemicals vale creams ki tulna mein yeh gharelu nuskhe pimples ke daag dhabbe hatane ke saath aap ke tvacha ko bhi sudhaar dete hai rangat mein aur mulayam aur komalta me. Koi bhi nuskha aajmaaye, sabhi aajmaaye. Yeh saral, sasta aur achcha hai. In se koi nuksan nahin hai aur aap is jatil samasya se aasaani se chutkara paayenge.

Pregnancy Rokne ke Gharelu Upay In Hindi


Ek dusre ka company aap ko enjoy karna hai aur pregnancy se bhi bachna hai. Is ke liye no doubt contraceptive pills aur anya tarike hai magar in ke lambe samay tak lene par hani hota hai. Yeh dhyan mein rakh ke yahan par sankalan kiya hai pregnancy rokne ke gharelu upay In hindi. Yeh sabhi prakritik cheezo aur paddhiti par adharit hai. Sainkdo dayko se yeh nuskhe ka istemal hota aaya hai aur yahan par aap aur modern tarike ke bhi jaanenge plus ayurvedic upchar pregnancy rokne ke liye. Kyonki yeh prakritik aur holistic hai, is se sharir ko koi nuksaan nahin hota hai balki sehat barkarar rehta hai. Agar aap ne faisla badal diya aur pregnant hona hai to in nuskhe ka upyog bandh kar de. Bas, itna aasaan, saral aur sasta aur asakarkarak pregnancy rokne ke gharelu upay  jo yahan par hai is ka upyog kare aur life enjoy kare chita mukt ho ke.

Bawaseer Ka ilaj In Hindi


Bawaseer-massa se pareshaan hone ki jaroorat nahin hai. Yahan par sankalan kiya hua bawaseer ka ilaj in hindi aap padhiye aur agar aap chahe to in sabhi ko ya kai ko aajmaaye. Yeh nuskhe asarkarak hai aur aasaan hai aazmaane ke liye. Saste bhi hai aur achche bhi. Mehngi dawai ki jaroorat nahin hai. In nuskhe mein prakritik cheezo ka upyog kiya gaya hai jo saralta se aap ko bazar mein milenge.Kai samagri to ghar mein har roj upyog mein liye jaane wali hai. Kai upay ayurved par adharit hai. Yeh practical, saral aur safe tarike se jaroor aap ko farak mehsoos hoga. Saath mein lifestyle sudharne ke tips bhi diye hai jo bawaseer ke condition mein really helpful hai. In nuskhe aur tips ko aap ajmaaye aur saath mein parhej bhi paale to is haalat mein kaafi rahat milega. Kai nuskhe hai jo bawaseer ko sukha ke mita bhi denge bina operation ke!

Period Lane ke Gharelu Nuskhe in Hindi


Normally mahilao mein periods regular aate hai. Magar aise bhi mahilae hai jinhe periods late aate hai ya to irregular aate hai aur is ke kaaran pareshani hota hai, khaas kar ke jab veh garbhvati hona chahti hai. Yahan par prastut hai period lane ke gharelu nuskhe in Hindi jis mein hai jankari periods ke baare mein aur us ka background taaki aap jaane ki period late aane ke aur irregular hone ke karan kya hai. Itna hi nahi, yahan par prakritik cheez aur gharelu cheez ko kaise istemal ikar ke aap ke period samaysar aaye us ke nuskhe bataye hai. Yahan par ayurvedic ilaj hai period lane ke liye aur holistic paddhiti. In sabhi nuskhe natural hai aur saral hai. Is se aap ko koi aad asar nahin hoga balki aap ka overall health improve ho jaayega aur hamesha ke liye aap ka period regular ho jaayega. Tan par se aur man par se ek bhaari bojh halka ho jaayega.

Beauty Tips in Hindi


Sundar aur akarshak sirf cosmetics ke upyog se hi nahi hote hai. Is ke liye aap kudrati aur gharelu nuskhe bhi apna sakte hai. Magar aaj kal ke jamane mein make up aur styling karna to avashyak hai. To is ka sahi tarike kaun se hai? Bas aap yahan par bataye gaye beauty tips in Hindi ko follow kare aur dekhiye kaise aap ka roop kaise badal jaata hai. Yeh practical aur commonsense based tips hai, koi rocket science nahin. Yeh sankalan hum aap ke liye jama kiye hai taaki is ka aap fayda uthaye aur khoobsoorat ban jaaye. Yeh saral tips experts ne compile keye har tarah ke skin aur har tarah ke face type ke liye aur hair type ke liye. Yeh beauty tips aap ko alag alag occasion ke liye kaam aayenge aur alag mausam mein bhi. Yeh general guidelines hai, akhir mein to aap hi judge hai aap ko jo best suit hota hai.

Health Tips in Hindi


Apne health ka kaise take care yeh bahut confusing ho sakta hai kyonki jahan par dekhe to contradictory tips milenge. Health tips aap ko milenge magar aise honge ki aap unhe follow nahin kar paayenge kyonki voh strict hote hai. Is sankalan mein alag alag prakar ke health tips in Hindi pesh kiye hai jo aap saralta se aajmaa sakte hai. Healthy rehna har ek ki jimmedari hai. Yeh health ke liye tips sach mein aap ko beneficial hai, aaj se leke umar bhar ke liye. Yeh health tips koi bhi aaj se hi aajmaaye to bhi use bhavishya mein fayda hoga. In health tips ko follow karne se aap ka swasth to bana rahega aur saath mein mentally aur physically aap jyaada achieve kar sakenge aur khushmijaj bhi rahenge. Health is wealth, kehte hai to yeh health tips avashya follow kare. Sirf aap hi nahi, aap ke sabhi family members ko gyaan de.

READ MORE : pet kam karne ke upay
mota hone ke upay
baal lambe karne ke gharelu nuskhe hindi 
gharelu nuskhe
gharelu nuskhe for fair skin
gharelu nuskhe in hindi for long hair
pimples ke liye gharelu nuskhe in hindi
pregnancy rokne ke gharelu upay
bawaseer ka ilaj
gharelu nuskhe for irregular periods in hindi